Kaho na kaho Guitar Chords – Murder - Flute, Harmonium, Piano & Guitar Chords
Notation versions
Kaho na kaho Guitar Chords from the bollywood movie Murder.
Bm
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
F#m
O sanam o sanam, o mere sanam
A
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
G A Bm
Vafa ke saahilon ka yeh kina ara hai
Bm
Baadalon se oonchi uraanoon ki
G
Sab se alag pehechaanoon ki
A
Use hai pyaar ki kahaani mansoob
F#m Bm
Aati jaati sabki ki rawaani mansoob
Bm
Kamalli ma’aa wala hatta’ baidi’am
F#m
Niki aldi hawa kamalli ma’aa
A F#m
Kamalli b’ali uffal di walaa bansaa’
G A Bm
Kamalli waa hishmillah hataa banu wayyaa
Bm
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
F#m
O sanam o sanam, o mere sanam
A
Mohabbat ke safar mein tu hamaara hai
G A Bm
Andhere raaston ka tu sitaara hai
Bm
Kamalli habibi mah’ta dilai
G
I’layya ‘anayya bindaa ‘ilai
A
Wila’ha walayla kulli ku
F#m Bm
Yakuniya habibi mahta dillai
Bm
Tu hi jeene ka sahaara hai
G
Meri maujon ka kinaara hai
A
Mere liye yeh jahaan hai tu
F#m
Tujhe mere dil ne pukaara hai
Bm
Kaho na kaho yeh saansein bolti hain
F#m
O sanam o sanam, o mere sanam
A
Labon pe naam tere bas hamaara hai
G A Bm
Yeh tera dil bhi jaana hamaara hai