Capo - 4th Fret
               
Am            
  Jise zindagi
F               
 Dhoond rahi hai
Am           F               
  Kya ye woh  makaam mera hai
Am               F            
  Yahan chain se  bas ruk jaun
Am            F               
  Kyun dil ye  mujhe kehta hai
G                        
 Jazbaat naye se mile hai
G                         
 Jane kya asar yeh hua hai
F                       
 Ek aas mili phir mujhko
G          E               
 Jo qubool  kisi ne kya hai
Am                      
  Kisi shaayar ki ghazal
F                           
 Jo de rooh ko sukoon ke pal
G                       
 Koi mujhko yun mila hai
      Am                
Jaise   banjaare ko ghar
Am                    
  Main mausam ki sehar
F                    
 Ya sard mein dopahar
G                       
 Koi mujhko yun mila hai
      Am               
Jaise   banjare ko ghar
C                 
 Jaise koi kinaara
Em              
  Deta ho sahara
      F        G         C   
Mujhe  wo mila  kisi mod  par
C                 
 Koi raat ka taara
Em               
  Karta ho ujaala
F                G         C      
 Waise hi roshan  kare woh  shehar
E              Am             
 Dard mere woh   bhula hi gaya
     F          G   
Kuch  aisa asar  hua
G                             Am    
 Jeena mujhe phir se wo sikha   raha
Am                        
  Jaise baarish kar de tar
F                  
 Ya marham dard par
G                       
 Koi mujhko yun mila hai
      Am               
Jaise   banjare ko ghar
Am                    
  Main mausam ki sehar
F                    
 Ya sard mein dopahar
G                       
 Koi mujhko yun mila hai
      Am               
Jaise   banjare ko ghar
C                  
 Muskata ye chehara
Em                  
  Deta hai jo pehara
F                  G       C        
 Jaane chupata kya  dil ka  samandar
C                  
 Auron ko to hardam
Em             
  Saya deta hai
   F              G           C     
Wo  dhup mein hai  khada khud  magar
E              Am             
 Chot lagi hai   use phir kyun
F                 G        
 Mehsoos mujhe ho  raha hai
G                              Am    
 Dil tu bata de kya hai iraada   tera
Am                    
  Main parinda besabar
F                   
 Tha uda jo darbadar
G                       
 Koi mujhko yun mila hai
      Am                
Jaise   banjaare ko ghar
Am                    
  Main mausam ki sehar
F                    
 Ya sard mein dopahar
G                       
 Koi mujhko yun mila hai
      Am               
Jaise   banjare ko ghar

You might also like

No related songs found right now.

Browse songs